Thursday, October 15, 2020

Apne Blogger ke Box ke Comment Me Link Kaise Add Kare jaine hindi me

Link dene ke liye Simple Text Link banana hota hai. Aap kisi bi blog ka comment me link is tarah dete hai jo thik nahi hota niche dekhiye
” Bhut achi jankari hai. Backlink humare blog par hona bahut jaruri ye mujhe aapki post se samjh me aaya mai abse backlink par focus karunga thanks to share this https://www.hinditouchindia.co.in

Ab yahi comment agar is tarike se kare jaisa me niche bata raha hu to wah best hoga, kiyu ki isme link hide hai dikhai nahi de raha.
” Bhut achi jankari hai. Backlink humare blog par hona bahut jaruri ye mujhe aapki post se samjh me aaya mai abse backlink par focus karunga thanks to share this..Digital New Hunt

<a href=’https://www.digitaltouchindia.co.in’>Digital Touch India</a>

Comment Me Link ( URL ) Kaise Dale?

Kisi bhi Blogger Blog par post ya blog ka link comment me jodne ka tarika bahut simple hai. Link ko insert karne liye ek code hota hai jisko word ke sath jodna padta hai, niche diye gaye code me http://your-blog-name.com ko change karke apne blog ka URL ya phir post ka link dalna hai aur Blog Ka Name ki jagah wah word ya line dale jisko link dena hai.
           
<a href=’https://www.your Blog URL’>Blog Ka Name</a> 

Link jodne ka tarika is tarah hoga. Man lo mujhe isme apne blog ka Link lagana hai, to is tarah hoga.
Yah post bahut importent hai thnx….<a href=’https://hinditouchindia.in’>Digital New Hunt</a>
Yah comment me publish hone ke bad is tarah show hoga….
Yah post bahut importent hai thnx….Digital Touch India
इसे अपने दोस्तों के साथ शेयर जरुर करें और मेरी जानकारी आपस के साथ साझा करे . धन्यबाद !

No comments:

Post a Comment

Hello , Please Come Here For Comment any Problem